Nai Sehar Ke Ujalo Ka Ihtamam Karo
Nai sehar ke ujalo ka ihtmam karo
Deen o milat ka is jahan mein charcha aam karo
Firqa bandi mein jo para hai so pachtaya hai
Rang, Nasal chor faqat dee(deen) ke liye kaam karo
Mulk mein har tarf,har ja hai chahi tariqi
Us ki doori ke liye milke sab ikdaam karo
Zindagi to yon bhi guazar jai gi be mani he
Rah e haq ki sarbulandi ke liye kaam karo
Tum jo darte ho in tareeq khataon se Raees^
Dhoond ik roshni phir faiz uska aam karo.
A Ghazal By :-
Hamid Razzaq Raees^
Hamid Razzaq Raees
Thursday, 22 December 2016
Ishq Hai Dholna Song Lyrics By Hamid Razzaq Raees
Ishq Hai Dholna
By Hamid Razzaq
Tune mujh ko juda kardiya
Apni bahon se khafa kardiya
Tu mera mazhab
Tu mera khuda
Ab na hona tu mujh se judaaaaaaa.
Afsordagi ka mausam hai
tujh se bichadne ka gham hai
Tere ishq mein awara hon
Tere dil ka mein mara hon
Na jaon ga tere dar se dholnaaaaaa..
Bolnaaa Bolnaaa ishq hai dohlnaa bolnaa bolnaa dhoollnaaa
Teri yaad mein na soya
Teri yaad mein din bhar roya
To hai meri jana
Mein tera parwana
Bolnaa bolnaa ishq hai dholna bolna bolna dohlnaa
Tu tha to jaan thi meri
To nhi to mein zinda nhi
Loot aa bol de ishq hai dohlna to mera samandar mein tera kinara
bolna bolnaaa dohlnaaaaaaaaaaaa
Lyrics By:-
Hamid Razzaq Raees
By Hamid Razzaq
Tune mujh ko juda kardiya
Apni bahon se khafa kardiya
Tu mera mazhab
Tu mera khuda
Ab na hona tu mujh se judaaaaaaa.
Afsordagi ka mausam hai
tujh se bichadne ka gham hai
Tere ishq mein awara hon
Tere dil ka mein mara hon
Na jaon ga tere dar se dholnaaaaaa..
Bolnaaa Bolnaaa ishq hai dohlnaa bolnaa bolnaa dhoollnaaa
Teri yaad mein na soya
Teri yaad mein din bhar roya
To hai meri jana
Mein tera parwana
Bolnaa bolnaa ishq hai dholna bolna bolna dohlnaa
Tu tha to jaan thi meri
To nhi to mein zinda nhi
Loot aa bol de ishq hai dohlna to mera samandar mein tera kinara
bolna bolnaaa dohlnaaaaaaaaaaaa
Lyrics By:-
Hamid Razzaq Raees
Subscribe to:
Posts (Atom)